गूगल में ईमेल कैसे बनाये Google Gmail Email Id Kaise Banaye

Email Id Kaise Banaye - How To Make Gmail ID In Hindi

गूगल में ईमेल कैसे बनाये Google Account Gmail Email Id Kaise Banaye, aiye jante hain. Aaj shayad hi koi aisa hoga jo Email Id se parichit nahe hoga. Sabhe ke paas Email Id hote hai. Lekin fir bhe jante hai ki Google Gmail Email Id Kaise Banaye – How To Make Gmail ID In Hindi.

Google Ki Gmail ID banana bahut hi asaan hai. sabe pahle aap koi browser (Google Chome/Firefox/Internet Explorer) kholen aur uske address bar me mail.google.com YA Google Gmail Email ID Kaise banayegmail.com type karke Enter press kare. Aapko nechewali screen display hoge.

Ab aap “Create New Account” Me click kare. Click karene ek nai scree display hogee joki neche dee gaye hai. Ab jo ssochna mangee gaye hai use bharnaa shuru kare.

First Name : <– Yahan aap apana naam bhare

Last Name : <– Yahan aap apana Sir Name Bhare

Email Id : <— Yahan vah Email ID Bhare jo aap banana chate ho. Lekin yadi vah Email Id apahle se bane hoge to red color me message display hoga. Red color me message aane par aap koi doosra email id bhare aur yah tab tak kare jab tak aapki Email Id na mila Jaye (Neche ka video dekhe)

Ise bhi padhe –  YouTube me thumbnail (Icon) Kaise Badalen

google email id kaise banaye

Password: Aap yahan koi password dalen jo ki asani se koi guess na kar sake lekin aap use yaad kar saken,

Birthday: Yahan apani birthdate baren. (13 saal se kam umra hone par accept nahe karegaa)

Gender : Apana gender Male Ya Female select karen.

Mobile Number: Yah field jaroore nahe hai lekin bharen to achchha rahega. Baad me password khone par mobile aap password receive kar sakte hai.

Your current email address : yadi aapke paas koi doosra E-Mail ID ho to bhare lekin ise bharna jaroore nahe hai. Baad me password recovery me kaam aata hai.

Image Me likhe Digit Ko Bhare: Image ke andar jo digit likhe dikhaye de rahen hai use aap bhar de. Yah spam se bachne ka tarekaa hai jise Captcha Kahte hai.

An aap Google Policy ko accept karne ke liye tick kare aur “Next Step” Me Click Karen. Agale Step me aapse verification hoga. Mobile par ya Landline phone par jaisa ki aap bharege.

Neche Video Dekhe Ki Kaise Google Gmail Ki Email ID Banate Hain.


Tags : Google Gmail Par Email Account Kaise Banaye, Email Account kaise banate hai, Gmail par Email ID ya Account Kaise Banate Hai

2 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *