Mosam Mausam Vibhag Ki Jankari yahan par de ja rahe hai. India ke Mosam Vibhag Ko “INDIA METEOROLOGICAL DEPARTMENT” ke naam se jaana jaata hai. Yah central Government of India ka vibhag hai aur Ministry of Earth Sciences ke under me hai.
Yah Vibhag niche diye gaye karya ko karta hai –
- Krishi Mausam Ke Baare Me
- Chakravaat Ke Baare Me
- Khagol Vigyaan Ki Sevayen
- Vimanan Mausam Ke Baare Me
- Paryavaran Nigrani Service
- Mausam on Water (Sea)
- Surface Mausam Science
- Earthquake (Bhookamp) Science
- Flood related forecast
- Rain Measurement
Mosam Vibhag, satalite se soochna lekar use process karta hai aur mausam ka haal batata hai. Radar se bhe image lekar kaam karta hai. Koi aise sthiti ho jisme chetavane dena ho to yah vibhag chetavni jaare karta hai. Jaise bhokamp ke baare, chakrvaat ke baare, adhik varsha hone par.
Hindi Me Mausam Vibhag Website hai > http://www.imd.gov.in/hindinew/Welcome%20To%20IMD/Welcome_hi.php
India ke mausam vibhag ka ithaas bahut purana hai. Yah kai hajaar salon ka kai. Lekin sahi tareke se iske shuruvaat British India Campany Ne Ki thee. Shuru me kolkat and Chennai me isake center khole gaye the jahan par mausam ke baare jaakari akatra ki jate thee.
In dino IMD bahut modern ho gaya hai joki satellite ke sateek data ke adhaar par satek jaankari uplabdh karata hai.
इसे भी पढ़े – Mausam Ki Jankari Kaise Paye Hindi Me
Mausam ki jankari achche hai